Miya Biwi Mein Mohabbat Ke Liye Jis aurat ka khawand naraz ho, wo Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi.