शिव जी के सर पे चाँद कैसे आये? Shiv Ji Ke Sar Pe Chand Kaise Aaya #sanatandharma #hindu #hindi #amazingfacts #shortsfeed #shortvideo #knowledge #factsinhindi #lordshiva #shivji #bholenath #kyaaapjantehain
Shiv ji ne ek behad khaas wajah se chandrama ko apne sur pr dhaaran kiya. Samundra manthan ke samay nikle halahal vish ka sway shiv ji ne paan kiya tha, Taaki Shrishti ki rakhsa ho sake, . Vish unke kanth me jama hogaya, jisse ve neelkanth kehlaye. ,kaha jaata hai ki vishpaan je prabhav se unka sharir atyadheek garm hone laga tha, vish ke prabhav se jab Shiv ji ka sharir garm hone laga tab chandrama ne bholeshankar ke sur pr viraajmaan hokar unhe sheetalta pradan krne ki prarthna ki