5 mahine pehle is ghar se baap ka saya uth gaya tha. Aaj hum is be-wah maa aur uske bachon ke liye ration le kar aaye taake kuch dinon ka sahara ban sake.
Agar aap chahte hain ke Madad Ka Silsila jari rahe, to video share karein aur zarurat mandon ki madad mein hamara saath dein.
Hum NGO nahi hain; ye channel zaroorat mando ki madad aur insaniyat ke kaamon mein hissa banne ka ek zariya hai.
Madad aur rabta ke liye WhatsApp: 03026488797
#MadadKaSilsila #BewahKiMadad #RationDistribution #EmotionalStory #Humanity