Surprise Me!

Baywah Ki Ramzan Main Ration Ki Help | Ramzan 2026 | Madad Ka Silsila

2026-02-14 0 Dailymotion

Ramzan ke muqaddas mahine mein hum ne ek baywah behan ko rashan de kar uski madad ki. Un ke ghar mein kamane wala koi nahi tha aur guzara karna bohat mushkil ho raha tha. Aap sab ke taawun se hum ne atta, chawal, daal, cheeni aur rozmarrah ki zaroori ashya pohanchayi.

Aisi madad sirf rashan dena nahi hoti, balkeh umeed aur hausla dena hota hai. Allah hum sab ko zaroorat mando ki madad karne ki taufeeq ata farmaaye. Ameen.

Agar aap bhi kisi mustahiq tak madad pohanchana chahte hain to hum se rabta karein:
WhatsApp: 03026488797

Hum NGO nahi hain; ye channel zaroorat mando ki madad aur insaniyat ke kaamon mein hissa banne ka ek zariya hai.
#Ramzan2026 #BaywahKiMadad #RationDistribution #SadqaJariya #MadadKaSilsila